Quantcast
Channel: Shayari / शायरी » Songs
Browsing latest articles
Browse All 10 View Live

Jabar

meray dil key totnay ki, jo tumhain khabar ho jai is key hazaron tukron peh, jo tumhari nazar ho jai samandar baha’ain gi aankhain, tumhari ro ro kar zindagi tumharey liay shayad, phir jabar ho jai

View Article



zauq

galey main gham ka tauq to batata hay tera inkaar meray shauq ko jagata hay ishq ke taptay sahra’on main chal key dekha sarab tera moat key zauq ko barhata hay

View Article

phool aur dhool

us phool ki kiya qismat, jo teray dar peh khil gya he teray didar ka thikana, khoob usko mil gya he hum pyar ke musafir, hain dhool teri gali ki teray her qadam ke nichey, bich yeh dil gya hai

View Article

faqir

muhabbat ke faqir hum hain, yahan bhi aur wahan bhi yahan tujh se piyar manga, manga Rab se tujhay wahan bhi teri mastani baghi aakhain, hain aziz kitni mujh ko pichay phirain hain meray, main gaya...

View Article

dosto

ashqi main kuch naam kar ja’ain ge dosto kuch na ban paya to mar ja’ain ge dosto hum boo’ey muhabbat, hain muqaddar us ka woh kali na khili to bikhar ja’ain ge dosto shahr e wafa ki janib ummid se...

View Article


sham e zindagi

jo woh haseenon ki haseen na hoti to khabi is dil ki makeen na hoti na cha jati meray dimagh pe yoon agar woh sitam gar zaheen na hoti sath uska hota to kiya accha hota sham e zindagi yoon ghamgeen na...

View Article

sawal

dunia ke nigahon se khud ko bachaoon kaisey jab tujh se piyar he to tujh se chupaoon kaisey meray ghum ke motioon main tera piyar beh na jai tu hi bata ey sangdil  phir aansoo bahaoon kaisey meri...

View Article

sangdil

yoon to muhabbat ek suhana khawab he per kisi pathardil ki chahat bara azab he socha tha pa lain ge usko apni muhabbat se magar us sangdil main to muhabbat hi nayab he guzrey gi zindagi apni ab ek kurb...

View Article


Dillagi

tuhain paney ke li’ey to sirf dil daina para kho kar tumhain zindagi se hath dhona para tere intizar ne is qadar diwana kar dia keh baseerat ke sath sath basarat ko khona para intizar ki lumbi ratain...

View Article


tume samne ho aur… Imran Lodhi – Brampton, GTA.

tume samne ho aur baat na ho to aisa lagta hai jaise suraj ho aur us main dhoop na ho jaise dulhan ho aur us main roop na ho jaise chand ho aur us main chandani na ho jaise geet ho aur us main ragani...

View Article
Browsing latest articles
Browse All 10 View Live




Latest Images